Is section mein aapko Windows operating system se related step-by-step tutorials milenge – jaise ki desktop ka use kaise karein, settings customize kaise karein, files/folders manage kaise karein, aur system ko efficiently kaise chalayein. Yahan aap Operating System, MS-DOS (Microsoft Disk Operating System) aur Windows ke different versions (Windows 7, 10, 11) ke baare mein bhi asaan bhasha mein samajh paayenge. Chahe aap beginner ho ya thoda experience rakhte ho, ye tutorials aapke liye kaafi upyogi honge.

MS-DOS
MS-DOS (Microsoft Disk Operating System) ek
command-based operating system tha jo 1980s–1990s ke computers me use hota tha.
Yeh user ko keyboard ke commands ke zariye system control karne deta tha.

Operating System Kya Hai? Types, Functions aur Examples
Operating System kya hota hai? OS kaise kaam karta hai, uske
pramukh prakar (CUI, GUI, RealTime OS) kya hain aur inke examples jaise
Windows, Linux etc

Windows-11
Windows 11 Microsoft ka latest operating system
hai jisme naye features jaise centered Start Menu, rounded corners, aur
improved performance diye gaye hain. Yeh user-friendly design aur multitasking
experience ke liye famous hai.

Desktop, Icon, Taskbar
Icons chhote graphics hote hain jo kisi file,
folder, ya application ko represent karte hain. Windows 11 me icons modern aur
visually appealing banaye gaye hain.

File Explorer
File Explorer Windows ka ek built-in tool hai jo aapko apne
computer me files aur folders ko dekhne, manage karne, copy-paste karne aur
organize karne ki suvidha deta hai. Iske through aap kisi bhi file tak asaani
se pahunch sakte hain.

Screenshot
Screenshot kya hota hai, kaise lete hain Windows PC me View Screenshot

Control Panel vs Settings App in Windows 11
Windows 11 me Control Panel aur Settings App kya hai? View Control Panel

Learn MS Paint in Windows 11
MS Paint kya hai, history, use kaise kare. View Control Panel
Very nice sir
ReplyDelete